Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pyar Ke Patang Ki Dor Jiske Hath Hai
|
Kishore Kumar | Kalyanji Anandji | ||||
5 Rifles (1974) | Rajinder Krishan | ||||||
pyar ke patang ki
pyar ke patang ki dor jiske hath hai
kismat bhi uske hath hai jo le uda so le uda
jo le uda so le uda pyar ke patang ki
pyar ke patang ki dor jiske hath hai
kismat bhi uske hath hai
jo le uda so le uda jo le uda so le uda
karwa to chal diya koi hath malta rah gaya
koi hath malta rah gaya apni nakami pe koi
dil me jalta rah gaya koi dil me jalta rah gaya
chalne wale chal diye or rahne wale rah gaye
chalne wale chal diye or rahne wale rah gaye
jate jate jane wale ye kah gaye
jate jate jane wale ye kah gaye
ab shor machane se kya fayda
jo le uda so le uda jo le uda so le uda
husn ko jita hai hamne bajuo ke jor se ha
bajuo ke jor se le chale hai bandh ke
ab aashiki ki dor se ab aashiki ki dor se
ye sunhare baal hai or ye gulabi gaal hai
ye sunhare baal hai or ye gulabi gaal hai
pahle dusman ke the lekin
lekin ab to apna maal hai
pahle dusman ke the lekin
lekin ab to apna maal hai
wo to chala gaya use bhul ja
jo le uda so le uda jo le uda so le uda
jo le uda so le uda jo le uda so le uda