Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan
|
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | R D Burman | Randhir Kapoor, Rekha | |||
Raampur Ka Lakshman (1972) | Majrooh Sultanpuri | Philosophical Songs, Party Songs | |||||
are pyar ka samya kam hai jaha
ladte hai log kaise waha
kyu mere yar maine bhi aaj
kya bat kahi de tali
are pyar ka samya kam hai jaha
ladte hai log kaise waha
kyu mere yar maine bhi aaj
kya bat kahi de tali
jo bhi kare pyar me uska yar
galat mujhe na samjhana
main to yaha aaya hu milan ke liye
main subah sham sabka gulam
itna magar yad rakhna
bura hu mai bas dusman ke liye
ulfat ke jo pyase ho tum
chahat ka hu mai bhi sawali
are pyar ka samya kam hai jaha
ladte hai log kaise waha
kyu mere yar maine bhi aaj
kya bat kahi de tali
abhi ye shama hai meharba
jhum ke jile diwane
kaisi haye mastani rat hai
jindagi ka lele maja
fir kya ho kaun jane
bhai mere kuch na tere hath hai
do char pal lahrake chal
hai jindagi kab rukne wali
pyar ka samya kam hai jaha
ladte hai log kaise waha
kyu mere yar maine bhi aaj
kya bat kahi de tali
khel hasi aadat meri
chup rahna mai na janu
maine yahi ab tak jana nahi
tum bhi mere tum bhi mere
sabko apna manu
par ye dil sabka diwana nhi
aur jispehai diwana dil
uski ada sabse nirali
pyar ka samya kam hai jaha
ladte hai log kaise waha
kyu mere yar maine bhi aaj
kya bat kahi de tali