Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pyar Bhara Kajara Aankhiyo Me Daal Ke
|
Pushpa Pagdhare, Vani Jairam, Uttara Kelkar | O P Nayyar | ||||
Khoon Ka Badla Khoon (1978) | S H Bihari | ||||||
pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke
motiyo ki nathni nakiya me dal ke
mai sadke teri chal ke
zulfo ka jaal saiya mukhde pe dal ke
ankhiyo ke teer lai pure solah sal ke
tujhko nachaungi re ghunghru uchhal ke
tu bachna meri chal se
pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke
zulmi yaar ki mala lekar
tere gale ka haar bana du
duniya dekhe mera jadu
aisa tera roop khila du
pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke
tu hai meri jaan o laila
phul kahe sab mere badan ko
koi na mile re tere jaisi
thanda kar de dil ki jalan ko
mar gaye hum to
dekh dekh tere gore gore gal re
pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke
motiyo ki nathni nakiya me dal ke
mai sadke teri chal ke
zulfo ka jaal saiya mukhde pe dal ke
ankhiyo ke teer lai pure solah sal ke
tujhko nachaungi re ghunghru uchhal ke
tu bachna meri chal se
pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke
sapno ki tere mai shahjadi
phuljhadiya chhute mere badan se
makhmal par bhi chhil chhil jaye
aise najuk pav hai mere
khud ko dekha darpan me
mai mar gayi apne hal pe
pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke
lai ho kaha se gauri nakhre kamal ke