Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pyala Hontho Tak Pahuncha To
|
Khan Sahab, Nasim Chopra, Anwar, Mohammed Rafi, Shobha Gurtu | Shankar Jaikishan | ||||
Duniyadari (1977) | M G Hashmat | ||||||
ishk me tere hue sharabi
bin piye na sham kate
pyas ke mare hum bhi tadpe
mahfil mahfil jaam bate
pyala hotho tak pahucha to
pyala hotho tak pahucha to
saaki ne najar se dubo diya
hum pyas bujhane wale the
hame peene se kyu rok diya
pyala hotho tak pahucha to
pyala hotho tak pahucha to
pyala hotho tak pahucha to
pag me payal nak me nathni
mang me saje sitare hai
ghunghru banke husn ke pag me
arman bandhe hamare hai
aankh palat ke jhatak ke julfe
teer jigar pe mare hai marne ki bate karte hai
jine ki ada ye na jane ye aankh wale andhe hai
andar ki baat na pahchane
challe ki chalawat dekhte hai
ungli ki nachawat na dekhe pahuchegi kadawat me
thumke si lagawat na dekhi
meri ang ang me bijli hai
bijli ki bagawat na dekhe
bijli kab paida hoti hai
jab josh me saje takraye
do barf ke tukde fut pade
or pani banke bah jaye
hum pyas ke mare badal hai
jo dil ko dabaye baithe hai
kabhi dariya banke bahne do
kabhi dariya banke bahne do
kuche me samaye baithe hai
jab dil takrane wale the
jab dil takrane wale the
kya soch ke dil ko rok liya
hum pyas bujhane wale the
hame pine se kyu rok diya
pyala hotho tak pahucha to
pyala hotho tak pahucha to
saki ne najar se tok diya
hum pyas bujhane wale the
hame peene se kyu rok diya