Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Prem Nagar Ki Aur Chale Hai
|
Khursheed, Surendra | Anil Biswas, Gyan Dutt, Ghulam Haider | ||||
Majhdhar (1947) | Shams Lakhnavi | Romantic Songs | |||||
prem nagar ki aur chale hai
prem ke do matwale
geet khushi ke gale
geet khushi ke gale
laut aayi sukh ki ghadiya
dukh ka mausam beeta
laut aayi sukh ki ghadiya
dukh ka mausam beeta
is badi ko ha rahe the
is badi ko ha rahe the
phir se usko jeeta
phir se rang rachale rachale rachale
phir se rang rachale rachale rachale
phir se mauj manale
geet khushi ke gale
geet khushi ke gale
chand me tha andhiyara chaya
suraj ne usko chamkaya
chand me tha andhiyara chaya
suraj ne usko chamkaya
andhiyare hi andhiyare me
andhiyare hi andhiyare me
khub bhaye ujiyare
geet khushi ke gale
geet khushi ke gale
hor ka ghola chand sahaye
wo bulaye tab chain aaye
hor ka ghola chand sahaye
wo bulaye tab chain aaye
apni manzil pa lete hai
apni manzil pa lete hai
khud banane wale
geet khushi ke gale
geet khushi ke gale
prem nagar ki aur chale hai
prem ke do matwale
geet khushi ke gale
geet khushi ke gale