Lyrics of Prem Ki Naiya Hai, Ram Ke Bharose - प्रेम की नैया है, राम के भरोसे
sapano me aayike jaayike o ri goriya, hamari churai le nindiya
sapano me aayike jaayike o ri goriya, hamari churai le nindiya
hum pe giraike haye re tu bijuriya, hamse churaile hum ka
baharo me tu hai, najaaro me tu hai
dekhu jidhar mai, wahan tu dikhaayi de
prem ki naiyya hai, raam ke bharose
apni hi naiya ko, paaar tu lagai de
prem ki naiyya hai, raam ke bharose
apni hi naiya ko, paaar tu lagai de
katate katate kat na, jaye bina hi pyar ko paye
dekho meri sari hi umar karu mai kya
kahi to hoga koyi upay ke meri tu ho jaye
chahe mujhko tu bhi umrr bhar, karu mai kya
kya mantar padhu mai, kya tantar karu mai
aankho ki chahat, tujhe bhi dikhayi de
prem ki naiyya hai, raam ke bharose
apni hi naiya ko, paaar tu lagai de
prem ki naiyya hai, raam ke bharose
apni hi naiya ko, paaar tu lagai de
dil ko dil ki prem kahani, jaruri hui sunani
dil ki baat kaise mai kahu, karu mai kya
samajhe kyu na tu, baat wo pagali
dil ki adlabadli, ab to bin kiye mai
na rahu karu mai kya
mai rah bhi na paau, mai kah bhi na paau
bole bina kaise, tujhko sunai de
prem ki naiyya hai, raam ke bharose
apni hi naiya ko, paaar tu lagai de
prem ki naiyya hai, raam ke bharose
apni hi naiya ko, paaar tu lagai de
sapano me aayike jayike o ri goriya, hamari churai le nindiya
hum pe giraike haay re tu bijuriya, hamase churaile hum ka
baharo me tu hai, najaro me tu hai
dekhu jidhar mai, waha tu dikhayi de
prem ki naiyya hai raam ke bharose
apni hi naiya ko, paaar tu lagai de
prem ki naiyya hai, raam ke bharose
apni hi naiya ko, paaar tu lagai de