Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Prabhu Tere Charan Pade Jaha Jaha
|
Mohammed Rafi | Chitragupt | ||||
Shiv Bhakta (1955) | Gopal Singh Nepali | Religious Songs | |||||
sansar tumhara yaha waha
awtar tumhara kahi kahi
parbu tere charan pade jaha jaha
hai geet hamara wahi wahi
parbu tere charan pade jaha jaha
hai geet hamara wahi wahi
jag me sabse nyari kashi
hai vishwnath jiske wasi
jag me sabse nyari kashi
hai vishwnath jiske wasi
jiske sar se nikli ganga
ab tak uske dho charan rahi
parbu tere charan pade jaha jaha
hai geet hamara wahi wahi
sadiyo se amar ujjain yaha
hai mahakal ko chain nahi
jo kal bali ka bhi swami
us maha kal ka bhi dham yahi
parbu tere charan pade jaha jaha
hai geet hamara wahi wahi
tirtho ka raja rameshwar
shankar ko jaha puje raghuwar
tirtho ka raja rameshwar
shankar ko jaha puje raghuwar
bhagwan bhakat bhagwan dev
dharti par aisa kahi nahi
parbu tere charan pade jaha jaha
hai geet hamara wahi wahi
ye kal hasti nirmal nagri
ye kal hasti nirmal nagri
hari har ke karan hari bhari
nit jaha sambhu ki gathaye
bhakto ne suni kaviyo ne kahi
parbu tere charan pade jaha jaha
hai geet hamara wahi wahi