Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Prabhu Se Vimuk Rahe Jo Praani
|
Manna Dey | S N Tripathi | ||||
Vishnu Puran (1973) | B D Mishra | ||||||
prabhu se vimukh rahe jo praani uski baat na manu
haridrohi nij pram mitr ko mitr kabhi na manu
haridrohi nij pram mitr ko mitr kabhi na manu
prabhu ke prit sudha sukh kari pal pal sakal amangalkari
hari se wer bhaw wishdesha vish ko vish pehchno
haridrohi nij pram mitr ko mitr kabhi na manu
bhaw bhay bhanjan hari bhgwan waman ke rup me
raja bali ke aage jholi failaye khade hai
data yachak ke dwaar khada prabhu kaisi lila dikhlai
bhagwan dan hai magh rahe nij bhakth se jholi failaye
danav guru sukrachhrye tabhi kar gaye prwesh kamndal me
sankalp laga kar lep li jal jal gira na unke anjal me
waman ne tabhi slaka se ek netr sukr ka fod deye
ghabrakar sukrachhrye ne tabh jal ke us patr ko chod deya
jal girte hi bali ne apna sankalp than ka purn kiya
antryami avinashi hari waman ne rup wiraj kiya
pehle pag se prithwi mapi aakash dusre se mapa
rkhne ko tisra pag prabhu ne
bali se kuch sthan aur manga
dhanwendr bali ne waman se kaha jhukhkar apna shish
ab to isi apawan tan ko pawan kriye he jagdish
devo ke hit jo wirat hari waman rup dhrye
wahi prabhu dukh ke sagar se sab ko paar kare
visnu puran sune jo koi wo bhav sindhu tare
keshav kripa sindh krunamaye jai jagdish hare hare
gaao re gun gaao hari ke jo dukh dur kare hare
gaao re gun gaao hari ke jo dukh dur kare hare
jaye jagdish hare hare jaye jagdish hare
jaye jagdish hare