Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Piyo Piyo Nazar Pilati Hai Jiyo Jiyo Nashe Lutati Hai
|
Asha Bhosle | S Mohinder | Kishore Kumar, Madhubala | |||
Mehlon Ke Khwaab (1960) | Anand Bakshi | Masti Bhare Geet | |||||
piyo piyo nazar pilati hai jiyo jiyo nashe lutati hai
piyo piyo nazar pilati hai jiyo jiyo nashe lutati hai
maze ki cheez hai ye ek kamal hai
ha boliye janab kya khyal hai
piyo piyo jiyo jiyo piyo piyo jiyo jiyo
ye chiz vo nahi ke jo haram hai
kisi ka nahi ye dil ka jaam hai
nasha to iska bhi hai kuch sharab sa
par iska sharbate didar naam hai
laga laga lagi bhujati hai
bhuja bhuja ke phir lagati hai
maze ki cheez hai ye ek kamal hai
ha boliye janab kya khyal hai
piyo piyo jiyo jiyo piyo piyo jiyo jiyo
badal badal ke bhes log aaye hai
laga hai jinko dil ka rog aaye hai
ye majnu bane aaye laila dundhne
vo jogi banke lene jog aaye hai
ke baat jo zuba chupati hai aji use na kahe
maze ki cheez hai ye ek kamal hai
ha boliye janab kya khyal hai
piyo piyo jiyo jiyo piyo piyo jiyo jiyo
fida mai aapke mahile jaal pe
chalu sambhal sambhal ke preet dhal pe
ke dillagi hai dillagi me dekhna
na samjhe koi daku daka daal ke
nazar nazar bichaye jati hai
kisi ka kuch udaye jati hai
maze ki cheez hai ye ek kamal hai
ha boliye janab kya khyal hai
piyo piyo jiyo jiyo piyo piyo jiyo jiyo