Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Piya Jab Se Liya Tune Hatho Me Hath
|
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Nashad | ||||
Hathkadi (1958) | Indeevar | ||||||
piya jabse liya tune hatho me hath
meri aankho me firne lagi hai barat
mere kano me sahnayi bajne lagi
mere kano me sahnayi bajne lagi
dil dhadakne laga doli sajne lagi
chal padi jaise apne piya ji ke sath
meri aankho me firne lagi hai barat
aaaaaaaaaaaaaa ooooo hoye
tujhse badhkar nahi koi sansar me ho ji ho
tujhse badhkar nahi koi sansar me
paa liya maine sab kuch tere pyar me
har kadam pe hai manjil
agar tu hai sath
meri aankho me firne lagi hai barat
teri palko ki chaiya me
mai kho gayi ho ji ho
teri palko ki chaiya me
mai kho gayi
aaj tan man se saiya teri ho gayi
maino sapno me kah di hai
kuch aisi bat
meri aankho me firne lagi hai barat
piya jabse liya tune hatho me hath
meri aankho me firne lagi hai barat