Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pital Kee Meri Gagari Dildi Se Mol Mangai Re
|
Minoo Purushottam, Parveen Sultana | Jaidev | Simi Garewal, Madhu Chanda | |||
Do Boond Pani (1972) | Kaifi Azmi | Folk Songs | |||||
pital kee meri gagaree diladee se mol mangayee re
pital kee meri gagaree diladee se mol mangayee re
panv me ghungharu bandh ke ab paniya bharan ham jayi re
panv me ghungharu bandh ke ab paniya bharan ham jayi re
pital ki meri gagari
payaliya bole chhumak chhumak badalee hai chal hay hay
badali hai chal javani ki
badali hai chal javani ki
chundariya sarake idhar udhar besarmee dekh hoy hoy
besarmee dekh divani ki besarmee dekh divani ki
badanami hogee ganv me chundaree kahee jo tune ganvayee re badanami hogee ganv me chundaree kahee jo tune ganvayee re
pital ki meri gagari
sanasan sanasan jiya kare jab gagaree dube panee me
sanasan sanasan jiya kare jab gagaree dube panee me
apna mukhada naya lage ham jab jab hoy
ham jab jab dekhe panee me
ham jab jab dekhe panee me
galo pehlalee aa gayee are kis ne ye aag layee re
galo pehlalee aa gayee are kis ne ye aag layee re
pital kee moree gagaree diladee se mol mangayee re
panv me ghungharu bandh ke ab paniya bharan ham jayee re
pital kee moree gagaree