The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Pise Ka Kya Yakeen Kabhi Hai Ye To Kabhi Nahi
0
Mohammed Rafi Laxmikant Pyarelal Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Suhana Safar (1970) Anand Bakshi
Lyrics of Pise Ka Kya Yakeen Kabhi Hai Ye To Kabhi Nahi - पैसे का क्या यकीं कभी है तो कभी नहीं

haye re paisa haye re paisa haye re paisa haye
paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
paise ka garur kya aisa bhi huzur kya
daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya

paise ke badle tumhari aankhe koi mange
kya de doge kya de doge
daulat ke badle tumhari izzat koi mange
kya de doge kya de doge
aao aao in paise walo ko samjhao
paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
paise ka garur kya aisa bhi huzur kya
daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya

kya sohni ke pas koi jagir thi
jo mahiwal hua diwana hua diwana
kya majnu tha seth kya majnu tha seth koi
jo dil de baithi laila ye batlana aji batlana
jao jao us diwani ladki ko batlao
paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
paise ka garur kya aisa bhi huzur kya
daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya

kya hire moti dhadak sakte hai banke dil
kabhi sine me kabhi sine me sona chandi ho
sona chandi hi nahi kuch or bhi hota hai
yaro jine me ha jine me jao jao us khidki ke niche gao