Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pipal Ki Chhanv Tale Main Bhi Milun Tu Bhi Mile
|
Zohrabai Ambalewali | Naushad | Amar, Shamim, Ghulam Mohammad | |||
Sanyasi (1945) | Pt B C Madhur | ||||||
zo : pipal ki chhanv tale mai bhi milun tu bhi mile
aankhe ho chaar
mai hun tu ho aur ko_i na ho
mazur tumhe?
a : mazur!
phulo ko tod tod, palakon me jod jod
pahanaa_un haar
mai hun tu ho aur ko_i na ho
mazur tumhe?
zo : mazur!
prit lagaa ke hame na bhulaanaa
naino se naa tu nain churaanaa
aanaa aake phir na jaana
chaand chhupe tu na chhupe
dip bujhe tu na bujhe
tan man dun vaar mai hun tu ho aur ko_i na ho
mazur tumhe?
a : mazur!
do : pipal ki chhanv tale /
a: jhul rahaa hai laharo kaa bichhonaa
soye meraa chaand salonaa
sapano kaa aake jagaanaa
mai bhi hansun tu bhi hanse
jivan ke taar baje jivan ke taar
mai hun tu ho aur ko_i na ho
mazur tumhe?
a : mazur!