Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
|
Ghulam Ali | |||||
Anjuman (Ghula (0) | |||||||
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
kaha ki mohabbat kaha ke fasaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
sab hain bahaane
sab hain bahaane
khushi me bhi pi hai to gam me bhi pi hai
khushi me bhi pi hai
khushi me bhi pi hai to gam me bhi pi hai
hai masti bhare ye mahke paimaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
kisi ne mujhe mast nazro se dekha
kisi ne mujhe
kisi ne mujhe mast nazro se dekha
qadam khud ba khud ab lage dagmagane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
sataaye na humko kabhi yaad-e-maazi
sataaye na humko
sataaye na humko kabhi yaad-e-maazi
chalo bhul jaaye wo guzre zamaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
chalo ab to gumanaam is mayakade se
chalo ab to gumanaam
chalo ab to gumanaam is mayakade se
tumhe dafn karne hai sab gam puraane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
kaha ki mohabbat kaha ke fasaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
sab hain bahaane
sab hain bahaane