Lyrics of Phul Yeh Angaar Ban Gaya - फूल ये अंगार बन गया
phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya

yeh haalat se ek shabanam kaa katra
yeh haalat se ek shabanam kaa katra
aag ki bouchhaar ban gaya
phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya
phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya
hai kaanun andha adaalat hai behari, hai jhuti yaha har gawaahi
ke jisne sharafat dikhaayi usiki sharafat pe tohamat hai aayi
kitaabo kalaam ilm kaa haath dekho
kitaabo kalaam ilm kaa haath dekho
kaise talwaar ban gaya
phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya
phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya
chita jal rahi hain behan ki
abhi tak mere dil ki geharaayiyo me
o meri behan hai teraa khun
shaamil mere gum ki chingaariyo me
tere har gunehgaar ke waaste mai
tere har gunehgaar ke waaste mai
khun ki kataar ban gaya
phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya
phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya
sitamgar zanmane ke har ek sitam
ka zahar aaj taq pi raha hu
luti zindagi ke is kadar ke mai marta
raha hu mar ki bhi ji raha hu
mai lutne ke gam me jala is tarah se ke
maut ka yalgaar ban gaya
phul yeh angaar ban gaya