Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Phoolo Se Dosti Hai, Kanto Se Yaari
|
Mohammed Rafi | Hemant Kumar | ||||
Duniya Jhukti Hai (1960) | Rajinder Krishan | Sad Songs | |||||
phulo se dosti hai kanto se yari hai
aise maje ki hoye
aise maje ki pyare jindagi hamari hai
phulo se dosti hai kanto se yari hai
aise maje ki pyare jindagi hamari hai
samjha khushi to khushi gum ko na gum
maut ke bhi nam se na ghabraye hum
samjha khushi to khushi gum ko na gum
maut ke bhi nam se na ghabraye hum
kasti sada hi majhdar me utari hai
aise maje ki hoye
aise maje ki pyare jindagi hamari hai
phulo se dosti hai kanto se yari hai
aise maje ki pyare jindagi hamari hai
chahe jamin ho ya ho aasman
thokar me apni hai dono jahan
chahe jamin ho ya ho aasman
thokar me apni hai dono jahan
jitni gujari shan se gujari hai
aise maje ki hoye
aise maje ki pyare jindagi hamari hai
phulo se dosti hai kanto se yari hai
aise maje ki pyare jindagi hamari hai
apni khatao pe bhi naj hai
juda sari dunia se andaz hai
apni khatao pe bhi naj hai
juda sari dunia se andaz hai
pi bhi nahi hai or phir bhi khumari hai
aise maje ki hoye
aise maje ki pyare jindagi hamari hai
phulo se dosti hai kanto se yari hai
aise maje ki pyare jindagi hamari hai