Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Phool Ki Patti Sa Tan Iska
|
Alka Yagnik, Udit Narayan | Ram Laxman | ||||
Muskurahat (1992) | Suraj Sanim | ||||||
ladki badi ladaki hai dara singh ki aunty hai
chh chako ko diya hara karegi ham sab ka bhala
maine aisa to nahi kiya phul ki patti sa tan iska
shisha se ujla hai man iska barkha bankar baras gayi
hay ladki har dil lut gayi phul ki patti sa tan iska
shisha se ujla hai man iska barkha bankar baras gayi
hay ladki har dil lut gayi
tujh par nazar padi kaam ho gaya us din
jaan bhi jayegi lagta hai
tu aayi to jina ek toofan ho gaya
tu aayi to marna bhi aasan ho gaya
hey barkha bankar baras gayi
ha ladki haye dil lut gayi
phul nahi kante ka hai iska badan
sui se bhi thikhi hai iski chuban
dhire dhire dil mera viran ho gaya
ghar se beghar hone ka saman ho gaya
barkha bankar baras gayi ladki haye dil lut gayi
phul ki patti sa tan iska shisha se ujla hai man iska
phul ki patti sa tan iska shisha se ujla hai man iska
phul ki patti sa tan iska shisha se ujla hai man iska