Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Phir Wohi Raste
|
Shafqat Amanat Ali | Debojyoti Mishra | ||||
Ramchand Pakistani (2008) | Anwar Maqsood | ||||||
phir wo hi raaste phir wo hi raah gujar
jane ho ya na ho mera ghar wo nagar
phir wo hi raaste phir wo hi raah gujar
jane ho ya na ho mera ghar wo nagar
ye kahani nahi jo suna dunga main
zindagani nahi jo ganwa dunga main
chhanv bhi dhup ki tarah gujri meri
ab jo diwar aaye goira dunga main
phir wo hi raaste phir wo hi raah gujar
jane ho ya na ho mera ghar wo nagar
tera aanchal raha aasma ki tarah
sare mausam gaye hai khiza ki tarah
tera aanchal raha aasma ki tarah
sare mausam gaye hai khiza ki tarah
saye ki tarah sab dur hote gaye
sirf khushboo rahi ek maa ki tarah
phir wo hi raaste phir wo hi raah gujar
jane ho ya na ho mera ghar wo nagar
jinme khela tha main meri galiya wahi
kya meri muntzir hai ke aau kabhi
wo mere sath patange meri
mere hatho ko chumengi aakar kabhi
phir wo hi raaste phir wo hi raah gujar
jane ho ya na ho mera ghar wo nagar