Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Phir Teri Yaad Naye Geet Sunane Aayi (Female)
|
Suman Kalyanpur | S Mohinder | ||||
Bekhabar (1965) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
fir teri yaad naye geet sunane aayi
fir teri yaad naye geet sunane aayi
dil ki duniya me naye deep jalane aayi
fir teri yaad naye geet sunane aayi
tu jab aati hai to kaliya si mehak jati hai
aarjuye meri najro mein bahak jati hai
har taraf pyar ke toofan uthane aayi
fir teri yaad naye geet sunane aayi
duaar aake deti hai dilase mujhko
mujhse kahti hai ki chahungi hamesha tujhko
mujhko geet wafao ke sunane aayi
fir teri yaad naye geet sunane aayi
tu jo aayi hai to main du kya najrana
tu jo aayi hai to main du kya najrana
ek dil tha wo le gaya deewana
tu bhi kya uski tarah mujhko satane aayi
fir teri yaad naye geet sunane aayi