Lyrics of Phir Se Udd Chala - फिर से उड़ चला
choukhat pe hai zindagi aayi abhi
khadi bahar hai, aaye bhitar kyun nahi
taale hain lage chabhiya dhundhne
kaid khwabo ko tu khol ke chhod yu, udne de inhe
chehra uska dekhenge, khud hi jeene lagenge
uth ke bistar se bhagenge
sapne jo silwato me, chadar ki baahe thaame
lete hain aasmaan chumenge
dil phir se ud chala, ye ud chala ye manchala
dil phir se ud chala, ye ud chala ye manchala
pakda hua, jakda hua, sehma hua
gehma hua, gehra hua, bikhra hua
dil phir se ud chala, ye ud chala ye manchala
dil phir se ud chala, ye ud chala ye manchala
pakda hua, jakda hua, sehma hua
gehma hua, gehra hua, bikhra hua
zinda huye saanse nayi khud se hi
kandhe pe taangi khawahise lekar chali
jute hain wahi, galiya par ajnabi
dar nahi ab inhe, khud me jo mast ye badhne de
chhune azaadiyo ko ghar se nikli hain ab jo
jaane de jaha jaa rahi hain
dekhegi zindgi to bolegi aaja dono
soche na kya galat sahi hai