Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Phir Mohabbat Ke Payaam Aane Lage
|
Hemant Kumar | Pandit Amarnath | ||||
Irada (1944) | Aziz Kashmiri | ||||||
fir mahobbat ke pyam aane lage
fir mahobbat ke pyam aane lage
fir meri duniya pe tum chhane lage
fir meri duniya pe tum chhane lage
fir mahobbat ke pyam aane lage
dekh kar mujhko nashili aankho se
dekh kar mujhko nashili aankho se
mastiyo ke phul barsane lage
mastiyo ke phul barsane lage
fir meri duniya pe tum chhane lage
fir mahobbat ke pyam aane lage
hai irada hal ye dil tum se kahun
hai irada hal ye dil tum se kahun
hai irada hal ye dil tum se kahun
are dil to nahi tum to sharmane lage
dil to nahi tum to sharmane lage
jhil mil galiya pe tum chhane lage
fir mahobbat ke pyam aane lage
dil ke malik hal unka dil me hai
dil ke malik hal unka dil me hai
dil me rahke dil ko tadpane lage
dil me rahke dil ko tadpane lage
fir meri duniya pe tum chhane lage
fir mahobbat ke pyam aane lage