Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pehle Toh Kabhee Kabhee Gham Tha
|
Altaf Raja | |||||
Dil Ke Tukde Hazaar Huye (Album) (0) | Arun Bhairav | ||||||
hey eh
hmm pehle toh kabhee kabhee gham tha
abb toh har pal hee teree yad satatee hai - (2)
pehle toh kabhee kabhee gham tha
abb toh har pal hee teree yad rulatee hai - (2)
(pehle toh kabhee kabhee gham tha
magar yeh dard-e-judayee hai har ghadee abb - 2) - (2)
mai tujhse kaise kahu yeh bata
ke teree yad ke sahare jee raha hu - (2)
mai tujhse kaise kahu yeh bata
ke gham ke aansuo ko khud hee pee raha hu - (2)
(mai tujhse kaise kahu yeh bata
naa mar dale teree bewafayee mujhko - 2) - (2)
ho bata de mujhko bewafa yeh
mai teree rah me kab tak khada rahunga - (2)
bata de mujhko bewafa yeh
mai tere dar peh yun kab tak pada rahunga - (2)
hmm bata de mujhko bewafa yeh
tu mujhko kab talak aise hee rulayega - (2)
bata de mujhko bewafa yeh
tu mujhko kab talak apna naa banayega - (2)
hmm ai pagli tu kyon ro rahee hai
ke gham toh mujhko uthana hai judayee kaa - (2)
ae pagli tu kyon ro rahee hai
tere liye toh sama hai yeh shehnayee kaa - (2)
ae pagli tu kyon ro rahee hai
ke gaon chhod na hai mere mukaddar me - (2)
hmm, ae paglee tu kyon ro rahee hai
ke umr gujregee abb meree yeh safar me - (2)