Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pavan Chale To Uthe Nadi Me Lahar Si
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman | Suchitra Sen, Dev Anand | |||
Bambai Ka Babu (1960) | Majrooh Sultanpuri | Happy Songs | |||||
pavan chale to uthe nadi me lahar si
are mere beliyan nadi me lahar si
ham jo chale to uthe chunni me lahar si
are mere beliyan chunni me lahar si
phir bhi ye puchhe hai tujhase jiya
kaise man me lahar uthe bol mundeya
kaise man me lahar uthe bol mundeya
kaise man me lahar uthe a
man me lahar uthe kisi ki adao se
are man meriye kisiki adao se
bijali chamak jae gahari ghatao se
are man meriye gahari ghatao se
phir bhi batao bin badal ke
kaise bijali chamak jae bol kudiye
kaise bijali jae bol kudiye
kaise bijali chamak jae a
bijali chamak jae goriyo ki chal se
are meri beliyan goriyo ki chal se
shola sa bhadak jaye ghugharu ki tal se
are mere beliya ghugharu ki tal se
phir bhi ye puchhe hai tujhase jiya
kaise ghugaru ki tal pade bol mundeya
kaise ghugaru ki tal pade bol mundeya
kaise ghugaru ki tal pade a
ghugharu ki tal pade dil pe jigar pe
are man meriye dil pe jigar pe
kisi ki nazar mile kisi ki nazar se
are man meriye kisi ki nazar se
age ho phir kya nazar mil ke
kachhu kaha nahi jae tuhi bol kudiye ko
kachhu kaha nahi jae tuhi bol kudiye
kachhu kaha nahi jae tuhi bol a
kaha nahi jae kachhu duniya ke dar se
are meri beliyan duniya ke dar se
sun jo sako to suno kisi ki nazar se
are mere beliya kisi ki nazar se
phir bhi ye puchhe hai tujhase jiya
teri samajh me aya kachhu bol mudeya
teri samajh me aya kachhu bol mudeya
teri samajh me aya kachhu bol a