Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pate Ki Baat Kahega Kahega Jab Bhi Divana
|
Mukesh Chand Mathur | Shankar Jaikishan | Kanhaiyalal, Raj Kapoor, Saira Banu | |||
Diwana (1968) | Shailendra | Masti Bhare Geet | |||||
pate ki baat kahegaa kahegaa jab bhi diwaana

meri surat pe naa jaanaa

vahaan kuchh der hai pyaare nahi andher hai pyaare
jo tujhko na dikhaai de nazar kaa pher hai pyaare

nazar kaa pher hai pyaare
tu bahkaave me na aana hai uskaa sab jag jaanaa
meri surat pe naa jaanaa
meri surat pe naa jaanaa
pate ki baat kahegaa kahegaa jab bhi diwaana
chaar ke aath tu kar le aath ke saath tu kar le
rahega phir bhi ye khaali pet ko laakh tu bhar le

pet ko laakh tu bhar le
sikh le man ko manana sabar se kaam chalana
meri surat pe naa jaanaa
meri surat pe naa jaanaa
pate ki baat kahegaa kahegaa jab bhi diwaana
jo na talvaar se hogaa vo pal me pyaar se hogaa
na kar paayenge jo laakho vo ek dildaar se hogaa

vo ek dildaar se hogaa
sabhi se pyaar nibhana hai apnaa chalan purana