Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pasand Aaya Hai Dil Mera To
|
Talat Mehmood | Hansraj Behl | ||||
Darbaar (1955) | Asad Bhopali | Happy Songs | |||||
pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do
pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do
mujhe sari khudai agar bura kehti hai kehne do
pasand aya hai dil mera
mujhe tumse mohobat hai me tumse pyar karta hu
magar me tumse apni dasta kehne se darta hu
zaba khulti nahi zaba khulti nahi
ye dasta nazro se kehne do aji nazaro se kehne do
pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do
mujhe sari khudai agar bura kehti hai kehne do
pasand aya hai dil mera
mubarakh ho tumahri muskurati zindagi tumko
mere nakam rehne me jo hoti hai khushi tumko
to me nakam hi acha to me nakam hi acha
mujhe nakam rehne do aji nakam rehne do
pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do
mujhe sari khudai agar bura kehti hai kehne do
pasand aya hai dil mera
abhi kya hai abhi to har kadam par chot khana hai
magar dil ko tumahre pyar ke kabil banana hai
mujhe ruswaiya mujhe ruswaiya
apni khushi ke sath sehne do
khushi ke sath sehne do pasand aya hai dil mera
to apne pas rehne do mujhe sari khudai agar bura
kehti hai kehne do pasand aya hai dil mera