Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pas Aakar To Na Yu Sharmaiye
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | ||||
Laadla (1966) | Rajendra Krishan | ||||||
pas aakar to na yu sharmaiye pas aakar to na yu sharmaiye
do ghadi ka sath hai khul jaiye aapke dil me jo hai kah jaiye
aapke dil me jo hai kah jaiye hum sunenge shauk se farmaiye
pas aakar to na yu sharmaiye pas aakar to na yu sharmaiye
sochta hu mai kahu ya na kahu chup raha hu aaj tak chup hi rahu
sochta hu mai sochta hu mai kahu ya na kahu
chup raha hu aaj tak chup hi rahu chup hi rahu
dekhiye ab or na uljhaiye dekhiye ab or na uljhaiye
hum sunenge shauk se farmaiye
pas aakar to na yu sharmaiye pas aakar to na yu sharmaiye
bat ye hai ho gaya hai mujhko wo bat ye hai ho gaya hai mujhko wo
samjh lo na ke wo wo ka matlab aap hi samjhaiye
wo ka matlab aap hi samjhaiye hum sunenge shauk se farmaiye
pas aakar to na yu sharmaiye pas aakar to na yu sharmaiye
jiske pahle pa hai jiske pahle pa hai or pichhe hai ra jiske pahle pa hai
or pichhe hai ra bich me kaise kahu aata hai ya aata hai ya
ye azab sargam hai fir se gaiye ye azab sargam hai fir se gaiye
hum sunenge shauk se farmaiye pas aakar to na yu sharmaiye
pas aakar to na yu sharmaiye aapke dil me jo hai kah jaiye
pas aakar to na yu sharmaiye