Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Parwano Ki Raah Me Deewano Ki Chaah Me
|
Asha Bhosle | Shankar Jaikishan | ||||
Hariyali Aur Rasta (1962) | Shailendra | ||||||
parwano ki rah me diwano ki chah me
jalu or jalau mohabbat nibhau
jalu or jalau mohabbat nibhau
mera bas yahi kam hai
parwano ki rah me diwano ki chah me
jalu or jalau mohabbat nibhau
jalu or jalau mohabbat nibhau
mera bas yahi kam hai
lakh kahu mai dilwalo idhar na aana
pas se gujro to daman bacha ke jana
lakh kahu mai dilwalo idhar na aana
pas se gujro to daman bacha ke jana
mai mithi sapna hu machalti agan hu
nahi hai ye din sham hai
parwano ki rah me diwano ki chah me
jalu or jalau mohabbat nibhau
mera bas yahi kam hai
sham se hi meri dunia badlti jaye
armano ki ye basti machalti jaye
sham se hi meri dunia badlti jaye
armano ki ye basti machalti jaye
achanak uthu mai firakne lagu mai
ye har din ka anjam hai
parwano ki rah me diwano ki chah me
jalu or jalau mohabbat nibhau
mera bas yahi kam hai
rat me jab bhi tha mujhko to jalte dekha
mahfil ka har rang maine badlta dekha
rat me jab bhi tha mujhko to jalte dekha
mahfil ka har rang maine badlta dekha
sahar muskurayi to awaz aayi
ki bas yahi akhiri jam hai
parwano ki rah me diwano ki chah me
jalu or jalau mohabbat nibhau
mera bas yahi kam hai