Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Parwane Teri Shama Jal Uthi
|
Asha Bhosle | Usha Khanna | ||||
Awara Badal (1964) | Anand Bakshi | ||||||
parwane teri shama jal uthi parwane teri shama jal uthi
raat hai katil sun lo kafil ahkiri hai ghadi
parwane teri shama jal uthi
rahi o dilwale gujra hai matwale kyu meri raho se
tujhko jalaungi mai bijli giraungi mai apni nigaho se

diwane teri saja hai yahi raat hai katil sun o kafil
akhiri hai ghadi parwane teri shama jal uthi
samjha na dil tera uljha hai dil tera meri adao me
dhokhe nigaho ke hai rang wafao ke hai teri jafao me

pahchane to mai wahi hu wahi raat hai katil sun o kafil
akhiri hai ghadi parwane teri shama jal uthi
shab ki syahi bole may ki surahi bole apni khabar rakhna
jadu sitaro ka hai mauka isharo ka hai mujhpe najar rakhna

afsane dil ke meri najar kah gayi raat hai katil sun o kafil