Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Panghat Pe Aaye Akele Sajan Albele
|
Shamshad Begum | Shyam Sundar | ||||
Char Din (1949) | Shakeel Badayuni | ||||||
panghat pe ho panghat pe panghat pe
aaye akele sajan albele balam albele
ho panghat pe panghat pe panghat pe
aaye akele sajan albele
balam albele ho panghat pe
main nayi nar sakhiyan ke sang sang
paniya bharan ko aai thi
sawan ki badariya chhai thi
bas ek gagar bhar payi thi
itane me naino par mere
hath kisi ka aaya
palat ke jisko dekha maine
saiya ji ko paya
main to siya ji se jal gyi
main to siya ji se jal gyi
ankhiya badal gayi dil me machal gayi
aur boli tu kya hai
wo bole chal maile wo bole chal maile
sajan albele balam albele
ho panghat pe panghat pe panghat pe
aaye akele sajan albele
balam albele ho panghat pe
main khushi ke mare uchhal padi
aur chal di sang piya ke
mat puchho rang jiya ke
main khushi ke mare uchhal padi
aur chal di sang piya ke
mat puchho rang jiya ke
jab sajan ne batlaya
tujhe to maine jana
maila thela kuch nahi
milne ka tha bahana
gori aankh jhapak gyi
gori aankh jhapak gyi
gagaro chhalk gyi chunri sark gyi
sakhiyo ne sharmai
aur tane sab jhele haye
aur tane sab jhele
sajan albele balam albele
ho panghat pe panghat pe panghat pe
aaye kakele sajan albele
balam albele ho panghat pe