Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pandit Ji Ne Haath Meraa Dekhaa Thaa Nainitaal Men
|
Alka Yagnik, Udit Narayan | Anand Milind | Anil Kapoor, Mukesh Rishi, Gulshan Grover, Kulbhushan Kharbanda, Juhi Chawla | |||
Loafer (1996) | Sameer | ||||||
pandit ji ne hath mera dekha tha nainital me
pandit ji ne hath mera dekha tha nainital me
kaha tha mujhse kya kaha kaha tha mujhse
shadi teri hogi atharah saal me
pandit ji ne hath mera dekha tha bhopal me
pandit ji ne hath mera dekha tha bhopal me
kaha tha pyare kya kaha kaha tha pyare
kabhi na padna shadi ke janjal me
pandit ji ne hath mera dekha tha nainital me
pandit ji ne hath mera dekha tha bhopal me
atharah sal aur ek mahine ki main ho gayi raja
atharah sal aur ek mahine ki main ho gayi raja
ghode hathi sang barati leke jaldi se aaja
baho ke har se bhar de mang pyar se
chain mujhe aayega jab main aaugi sasural me
pandit ji ne hath mera dekha tha bhopal me
pandit ji ne hath mera dekha tha nainital me
shadi shuda mardo ki halat dekhi hai maine rani
are shadi shuda mardo ki halat dekhi hai maine rani
maine suni hai logo se dukh bhari unki kahani
ja pichha chhod de shisha-e-dil tod de
main na phasne vala hun teri adao ke jaal me
pandit ji ne hath mera dekha tha nainital me
pandit ji ne hath mera dekha tha bhopal me
kaha tha pyare kya kaha kaha tha pyare
kabhi na padana shadi ke janjal me