Lyrics of Palkon Pe Chalte Chalte (Female) - पलकों पे चलते चलते, जब ऊँघने लगती हैं
palkon pe chalte chalte, jab unghne lagti hain
so ja aankhe soti hain to udane lagti hain
palkon pe chalte calte, jab unghne lagti hain

sondhe se aakash pe nile bajre bahte hain
paankhe jaisi aankhe sapne chugne lagti hain

pighli hui hain gili chaandni
kachchi raat ka sapna aaye
thodi si jaagi thodi si soi
nind me koi apnaa aaye
nind me halki khushbu aisi ghulne lagti hain
so ja aankhe soti hain to udane lagti hain
sondhe se aakash pe nile bajre bahte hain
paankhe jaisi aankhe sapne chugne lagti hain
aankho se kahna lori me bahna
rato ka koi chhor nahi
tere to aur bhi honge sapne
mera to koi aur nahi
bolti aankhe nind me sapne, sunane lagti hain