Lyrics of Palko Se Chand Kaat Ke Pehro Me - पलकों से चाँद काट के पहरों में
palko se chaand kaat ke pehro me raat kheti hu
dil uchhal ke rukta hai, main lapak ke thaam leti hu
ye jo main kehti hu wo main naa kehti hu
jaane ye kya ho gaya
palko se chaand kaat ke pehro me raat kheta hu
dil uchhal ke rukta hai, main lapak ke thaam leta hu
ye jo main kehta hu wo main naa kehta hu
jaane ye kya ho gaya
palko se chaand kaat ke pehro me raat kheta hu
ha baadalo ko noch ke tera aks bunti rehti hu
waadiyo ke haatho pe tera naam chunta rehti hu
o baadalo ko noch ke tera aks bunti rehta hu
waadiyo ke haatho pe tera naam chunta rehta hu
chhap tere pairo ki nazro pe ukerna
zulfo ki imamilat ungaliyo se pherna
ye jo main kehti hu wo main naa kehti hu
jaane ye kya ho gaya
palko se chaand kaat ke pehro me raat kheti hu
ha din utar ke aankho se mera ret pe tik jaata hai
tu phisal ke baaho se jo nazar naa aata hai
o din utar ke aankho se mera ret pe tik jaata hai
tu phisal ke baaho se meri jo nazar naa aata hai
saanso pe ruke ruke aitbaar rakhti hu, kya
khidkiyo pe baandh ke tera intzaar rakhti hu
aahat pe mudta hu dhadkan se judta hu
jaane ye kya ho gaya
palko se chaand kaat ke pehro me raat kheta hu
dil uchhal ke rukta hai, main lapak ke thaam leta hu
ye jo main kehta hu wo main na kehti hu
jaane ye kya ho gaya
palko se chaand kaat ke pehro me raat kheti hu