The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Palakon Ke Pichhe Se Kyaa Tumane Kah Daalaa
0
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Sachin Dev Burman Sharmila Tagore, Rajendra Kumar
Talash (1969) Majrooh Sultanpuri Romantic Songs
Lyrics of Palakon Ke Pichhe Se Kyaa Tumane Kah Daalaa - पलकों के पीछे से क्या तुमने कह डाला फिर से तो फ़रमाना

palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana
naino ne sapno ki mahafil sajaayi hai tum bhi zarur aana

tauba meri tauba mushkil tha ek to pahle hi dil ka bahlana
aafat phir uspe lat me tumhara mukhda chhupa ke chalna

aise na bolo pad jaaye mujhko, sharmana
palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana
naino ne sapno ki mahafil sajaayi hai tum bhi zarur aana
palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana

duniya na dekhe dhadke mera man rasta sajan mera chhod o
tan thartharaaye ungali hamaari dekho piya na marodo

yu na sataao mujhko bana ke, diwaana
palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana
naino ne sapno ki mahafil sajaayi hai tum bhi zarur aana
palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana

bach bach ke hamse o matvaali hai ye kaha ka iraada
naazuk labo se phir karti jaao milne ka koi vaada

dil ye mera ghar hai tumhara, aa jaana