Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pal Bhar Hi Ki Pehchaan
|
Mukesh Chand Mathur | Mukesh | ||||
Anuraag (1956) | Kaif Irfani | Sad Songs | |||||
pal bhar hi ki pehchan me pardeshi sanam se
pal bhar hi ki pehchan me pardeshi sanam se
lagta hai ki ham jante ho janam janam se
lagta hai ki ham jante ho janam janam se
nigahe chaunki dil kisi dusari dooniya me kho gaya
kise dekha hai ki jindgi se mujhe pyar ho gaya
kis ne mehka diya hai aake raho ko meri
raho ke bhag jag gaye kis ke kadam se
lagta hai ki ham jante ho janam janam se
lagta hai ki ham jante ho janam janam se
kisi jiwan me sahi tumse meri prit rahi
jo prit bhul gaye aaj lagte hai naye
ehsan hai kismat kaa mila aansu-e-gam se
lagta hai ki ham jante ho janam janam se
lagta hai ki ham jante ho janam janam se
jara sharmana aur muskurana hai nishani pyar ki
bina bole hi nain kah dete hai kahani pyar ki
jis ne dil haar diya usne jag jit liya
dil de ke kya mila naa kaha jayega hamse
lagta hai ki ham jante ho janam janam se
lagta hai ki ham jante ho janam janam se