The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Paigaam Kayamat Ka Katil Ne De Diya
0
Manna Dey, Krishna Kalle, Mohammed Rafi, Preeti Sagar Sharda
Kshitij (1974) Balkavi Bairagi Sad Songs
Lyrics of Paigaam Kayamat Ka Katil Ne De Diya - पैगाम कयामत का कातिल ने दे दियां

paigam kayamat ka katil ne de diya
sajde me sar jhuka ke mere dil me le liya

itni si iltiza hai itni si iltiza hai
itni si iltiza hai
meri mere yar se
jan bhi le lena magar lena pyar se
jan bhi le lena magar lena pyar se
itni si iltiza hai itni si iltiza hai
itni si iltiza hai
meri mere yar se
jan bhi le lena magar lena pyar se
jan bhi le lena magar lena pyar se

kisne kaha ki or kahi ja raha hu mai
teere najar ke samne khud aa raha hu mai
meri najar se pyar bhi kab hai huzur ko
aadab bajata hu husn ke garur ko
is kamsini me aapke tewar kamal hai
pahli kiran ka ya khuda kaisa jalal hai
is julf pe maru ke maru is ubhar par
wallah chala ja raha hu kis utar par

ya rabb juda na karna
ya rabb juda na karna
ya rabb juda na karna mujhe is khumar se
jan bhi le lena magar lena pyar se
jan bhi le lena magar lena pyar se

aakhir nasib ho hi gayi aapki najar
kat lungi sokh se mai ye luti umar
jeed mili aapki ye meri shan hai
nachiz chadi bandagi me bejuban hai
beshak huzur aapki bohe tani rahe
jaisi bhi garib pe najre bani rahe
julmo ke dam pe aapki lungi balaye mai
has has ke sitamgar ko bhi dungi duaye mai

shikwa nahi karungi shikwa nahi karungi
shikwa nahi karungi parwardigar se
jan bhi le lena magar lena pyar se
jan bhi le lena magar lena pyar se

sau bar mubarak ho mujhe aapka sahar
aankho se pilaye to pila dijiye jahar
shyad yahi sarur mukaddar sawar de
husn par chade hue parde utar de
andaz ada naz nakhre bane rahe
haye hampe husn ke katre bane rahe
aaho me meri aayiye ya mujhko lijiye
muskayiye jhunjhlaiye par kuch to kijiye
daman nahi chudana daman nahi chudana
daman nahi chudana is dil bekarar pe
jan bhi le lena magar lena pyar se
jan bhi le lena magar lena pyar se