Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pahli Gali Se
|
Kishore Kumar | Ram Laxman | ||||
Mujhe Vachan Do (1983) | Ravindra Rawal | ||||||
ye kahani hai ek shehzade ki jo tha kaliyo ke chakkar me
jiski jawani beet gayi hai in galiyo ke chakkar me
pehli gali se dusri me teesri gali se chauthi gali me
pehli gali se dusri me teesri gali se chauthi gali me
paanchavi gali se chathvi gali me saatvi gali se aathvi gali me
bhatka tumhare liye mai haseeno novi gali se dasvi gali me
bhatka tumhare liye mai haseeno novi gali se dasvi gali me
pehli gali me prem pyari dusri gali me deepa dulari
teesri gali se tabbasum ka takna
chauhti gali champa ka chehkna
paanchvi me pammi ke poz niharu
chathvi me chamiya ko roz pukaaru chamiya oye chamiya
satvi me sulatana ke sadke jaana
aathvi me aasha pe jaan lutana
novi ki najma dasvi ki dolly thoda thoda dil aaya sabhi me
pagal banke haye haye pagal banke iski gali se uski gali me
bhatka tumhare liye dekho majnu pehli gali se dasvi gali me
pehli gali ka wo paan wala dusri ke daaru ki dukaan wala
teesri ke tambe waale dilo ki nath jetly ne
chauhti ke chaat wale chaube wale maharaj ne
paanchvi gali ke pehelwan ji ne
chathvi gali ke chakan lal ji ne
satvi gali ke sunday walo ne athvi gali ke ande walo ne
novi ke nana dasvi ke dada sabne hi
thaan ke rakhi thi dil me
das maar ke do das maar ke do ki na zalimo ne
le jake sabhi ki gali me
dasvi gali me mai das baar roya
novi ke nukkad se no baar tadpa
aathvi me aa kar ke aahe bhari thi
satvi me sau baar sar maine patka
chathvi me cheda mujhe jisne tisne
panchvi me aa kar ke ghera police ne
chauthi gali me gira chakra ke
teesri gali walo ne rehem kha ke
mujhko janaze me laaye utha ke dusri gali se pehli gali me
haye luta di haye haye luta di maine jawani
aye naazneeno tumhari gali me