Lyrics of Pagal Si Sari Lahere (Beach Blanket Bollywood) - पागल सी सारी लहरें, ये बोले ये बोले
pagal is sari lahre, ye bole ye bole
aap yahi ab thahre, ye bole ye bole
sahil ki ye hawaye, ye bole ye bole
ha aap kahi na jaye, ye bole ye bole
neela sagar kah raha hai
ke mujhme fasane chupe hai
gahre pani ke mahal me
bahut se khazane chupe hai
suno hum tum sanam, lahro lahro bahe
dube rahe, sunlo na sunlo na
sunlo na sunlo na
he pagal is sari lahre, ye bole ye bole
aap yahi ab thahre, ye bole ye bole
ha sahil ki ye hawaye, ye bole ye bole
aap kahi na jaye, ye bole ye bole
neela sagar kah raha hai
ke mujhme fasane chupe hai
gahre pani ke mahal me
bahut se khazane chupe hai
suno hum tum sanam, lahro lahro bahe
dube rahe, sunlo na sunlo na
sunlo na sunlo na
sapne hai aankho me
moti hai ye seep me jaise
sapno me tumhi tum
lekin kahu tumse ye kaise
tum kaho ya na kaho tum
dil ne dil ka kaha sun liya hai
wo jo moti seep me tha
maine palko se wo chun liya hai
ho suno hum tum sanam, lahro lahro bahe
dube rahe, sunlo na sunlo na
sunlo na sunlo na
main koi ek mauz hun
tum jaise mera kinara ho
main koi raahi hun
tum manjilon ka ishara ho
lahre aaye lahre jaaye
tum jo aayi ho to ab na jana
lahre gaaye gungunaaye
geet dil ka koi tum hi gana
suno hum tum sanam, lahro lahro bahe
dube rahe, sunlo na sunlo na
sunlo na sunlo na
pagal is sari lahre, ye bole ye bole
aap yahi ab thahre, ye bole ye bole
ha sahil ki ye hawaye, ye bole ye bole
aap kahi na jaye, ye bole ye bole
neela sagar kah raha hai
ke mujhme fasane chupe hai
gahre pani ke mahal me
bahut se khazane chupe hai
ho suno hum tum sanam, lahro lahro bahe
dube rahe, sunlo na sunlo na
sunlo na sunlo na