Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pag Pag Thokar Khaye Jawani Phir Bhi
|
Uma Devi | Nisar Bazmi | ||||
Hamari Kismat (1949) | Rajjan | ||||||
pag pag thokar gaye jawani fir bhi na
sharmaye jawani pag pag thokar
dil mein aasha jyot jagaye
nain andhera chhaye andhera chhaye
dil mein aasha jyot jagaye
nain andhera chhaye andhera chhaye
yaad piya hath pakad kar
bich dagar le jaaye
yaad piya hath pakad kar
bich dagar le jaaye fir bhi na
sharmaye jawani pag pag thokar
pag pag thokar gaye jawani fir bhi na
jawani fir bhi na
sharmaye jawani pag pag thokar
dil ki umnge aankho ki saukhi
dil ki umnge aankho ki saukhi
ghundhti kya hai khoti kya hai khoti
ghundhti kya hai khoti kya hai khoti
dekhne wale dekhne wale tuk tuk dekhe
puchh na koi paye
dekhne wale dekhne wale tuk tuk dekhe
puchh na koi paye panv fisal le jaye jawani
fir bhi na sharmaye jawani pag pag thokar
pag pag thokar gaye jawani fir bhi na
jawani fir bhi na
sharmaye jawani pag pag thokar
pee pee bole bol papiha bhed jiya ke
khol koyliya khole
pee pee bole bol papiha bhed jiya ke
khol koyliya khole
san san san san nach hawa bhi
preet jara ?
man hi man sharmaye jawani pag pag thokar
pag pag thokar gaye jawani fir bhi na
jawani fir bhi na
sharmaye jawani pag pag thokar