Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Padosi Ki Biwi Badi Khubsoorat
|
Anwar | Usha Khanna | Deepak Parshar | |||
Padosi Ki Biwi (1988) | Hasrat Jaipuri | Masti Bhare Geet | |||||
padosi ki biwi badi khubsurat
padosi ki biwi badi khubsurat
are uska jalwa qyamat qyamata
agar wo hanse to gire bijliyan
nigaaho me uski jawa mastiya
padosi ki biwi badi khubsurat
use khinch laaye mohbbat ye meri
kabhi ghar me aaye to kismat hai meri
use khinch laaye mohbbat ye meri
kabhi ghar me aaye to kismat hai meri
main aashiq hu uska bata dunga usko
ye dil chirkar bhi dikha dunga usko
na pucho koi dil ki betabiya
ki hone lagi usse humdardiya
padosi ki biwi badi khubsurat
main sota nahi neend bhi ud gai hai
meri aankho me aake wo chhup gai hai
main sota nahi neend bhi ud gai hai
meri aankho me aake wo chhup gai hai
pari samne uske kuch bhi nahi hai
meri jaane jayegi mujhko yakeen hai
banate ho jaye ab rusbaaiya
bada rang layengi badnamiya
padosi ki biwi badi khubsurat
wo nakhre pe nakhre hai dikhla rahi hai
meri zindgi ko wo uljha rahi hai
wo nakhre pe nakhre hai dikhla rahi hai
meri zindgi ko wo uljha rahi hai
use dekhta hu main apne hi ghar se
main karta hu baate hazaro nazar se
mere dil me chhai hai hadhoshiya
na pucho na pucho ye hairaniya
padosi ki biwi badi khubsurat
are uska jalwa qyamat qyamata
agar wo hanse to gire bijliyan
nigaaho me uski jawa mastiya
padosi ki biwi badi khubsurat