Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Paav Badata Chal Ke Shor Machata Chal
|
Hemant Kumar, Ghulam Mohammad | Hemant Kumar | ||||
Kitna Badal Gaya Insaan (1957) | S H Bihari | Dance Songs | |||||
paav badhata chal ke shor machata chal
o matwale rang jama le moaj me gata chal

hasta gata dhum machata badhta ja tu aage
tere dar se sher bhi ghar se dum daba kar bhage

jo bhi tujhse takar khaye chahe jitna jor dikhagaye
fir kabhi na bach kar jaye mar girata chal
paav badhata chal ke shor machata chal
o matwale rang jama le moaj me gata chal
paav badhata chal ke shor machata chal
o matwale rang jama le moaj me gata chal
tujh se badh kar is dharti par koi nahi hai pyare
chand sitare mast najare hai muthi me sare

tu hai apne man ka raja jungal or chaman ka raja
dharti nil gagan ka raja shan dikhata chal
paav badhata chal ke shor machata chal
o matwale rang jama le moaj me gata chal
paav badhata chal ke shor machata chal
o matwale rang jama le moaj me gata chal
bhole bhale himat vale dunia se kya darna
o mere sathi thok ke chhati jo dil chahe karna

kal ki soch kabhi na karna khel hai jag me jina marna
fir kyu thandi aahey bharna moj manata chal