Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Paapi Pet Ka Sawal Hai
|
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | Rajesh Khanna | |||
Paapi Pet Ka Sawaal Hai (1984) | Title Song | ||||||
hey ye duniya khel madari ka
chalaki ka hoshiyari ka
jivan ki bansi par
dukh ka damru dekho deta kaisi taal hai
bol madari kiske liye ye
beharupiye ka haal hai
papi pet ka sawal hai
ho papi pet ka sawal hai
roti se bach ke nikal jaye koi
jamane me kiski majal hai
sabka ek jaisa haal hai
hohoho papi pet ka sawal hai
roti se bach ke nikal jaye koi
jamane me kiski majal hai
sabka ek jaisa haal hai
hohoho papi pet ka sawal hai
are ae jmuari
aa gayi ustad
in logo ko dekhti hai ha dekh liya
apne desh ko chodd ke
risthe nate todd ke
apne desh ko chodd ke
risthe nate todd ke
dur desh ko aa gaye
log ganv se daud ke
dur desh ko aa gaye
log ganv se daud ke
hotel me khate hai
hotel me khate hai
sadko pe sote hai
marna jo ho hasptal hai
fir chale kyu nahi jate
papi pet ka sawal hai
hohoho papi pet ka sawal hai
roti se bach ke nikal jaye koi
jamane me kiski majal hai
sabka ek jaisa haal hai
papi pet ka sawal hai
ari ae jamunran bol madari
is bache ko dekhati hai
ha dekh rahi hu
ye bacha kangal ka
dudh chodte saal ka
ye bacha kangal ka
dudh chodd te saal ka
le aaya footpath jalwa roti dal ka
le aaya footpath jalwa roti dal ka
ye kal ka gandhi
ye kal ka gandhi
ye kal ka jawahar
magar aaj iska kya haal hai
aaj ki mat puch
papi pet ka sawal hai
hohoho papi pet ka sawal hai
roti se bach ke nikal jaye koi
jamane me kiski majal hai
sabka ek jaisa haal hai
hohoho papi pet ka sawal hai