Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pa Ke Nazro Ka Ishara
|
Geeta Dutt | Hansraj Behl, Ghulam Haider | ||||
Kaneez (1949) | Sarshar Sailani | ||||||
pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye
le ke ulfat ka sahara ham kisi ke ho gaye
pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye
le ke ulfat ka sahara
pee to ham pehli najar me rah gaye dil tham ke
pee to ham pehli najar me rah gaye dil tham ke
jab mili najare dobara
jab mili najare dobara ham kisi ke ho gaye
pa ke najaro ka ishara ham kisi ke ho gaye
le ke ulfat ka sahara
lab abhi khulne na paye the kisi ke samne
lab abhi khulne na paye the kisi ke samne
us se pehle dil pukara
us se pehle dil pukara ham kisi ke ho gaye
pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye
le ke ulfat ka sahara
ek jara ankhe milakar dekh leti berukhi
ek jara ankhe milakar dekh leti berukhi
ho gaya koi hamara
ho gaya koi hamara ham kisi ke ho gaye
pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye
le ke ulfat ka sahara ham kisi ke ho gaye
pa ke najaro ka ishara