Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Oye Oye Oye Mein Kya Se Ho Gayi Kya
|
Asha Bhosle | Ravi | Jeetendra | |||
Anmol Moti (1969) | Rajinder Krishan | Masti Bhare Geet | |||||
oye oye oye main kya se ho gayi kya
oye oye oye main kya se ho gayi kya
fika fika badan mera chandan ki tarah mahka
oye oye oye main kya se ho gayi kya
fika fika badan mera chandan ki tarah mahka
oye oye oye main kya se ho gayi kya
sanse bhi ruk ruk kar aaye ek ek nas kasti jaye
sanse bhi ruk ruk kar aaye ek ek nas kasti jaye
jal ki thandi dhara bhi kyu aaj mujhe dasti jaye
soch rahi thi ki mai badali ya badal gayi duniya
oye oye oye main kya se ho gayi kya fika fika badan mera
chandan ki tarah mahka oye oye oye main kya se ho gayi kya
kaha se aaya ye tufan ghabra ke jage arma
kaha se aaya ye tufan ghabra ke jage arma
lage apna aap paraya bhuli apni hi pehchan
mal mal kar ankhiya dekhun ye ho na kahi sapna
oye oye oye main kya se ho gayi kya
fika fika badan mera chandan ki tarah mahka
oye oye oye main kya se ho gayi kya
ji chahe ke udd jau nil gagan me udd jau
ji chahe ke udd jau nil gagan me udd jau
ya maujo se takrake sagar pe main chha jau
sari duniya bas me karlun sab kuch ho mera
oye oye oye main kya se ho gayi kya
oye oye oye main kya se ho gayi kya
fika fika badan mera chandan ki tarah mahka
oye oye oye main kya se ho gayi kya
oye oye oye main kya se ho gayi kya