Lyrics of Om Jai Jagadish - ओम जय जगदीश
apni maryada hai paawan yeh ghar apna
apni maryada hai paawan yeh ghar apna
is ghar mein dekha hai humne kya kya sapna
jaise pooja ka mandir se
jaise pooja ka mandir se
jaise kirno ka ambar se aisa apna nata
hum tere aasre oh hum tere aasre
om jai jagadish hare swaami jai jagadish hare
bhakt jano ke sankat daas jano ke sankat
pal mein door kare om jai jagadish hare
sath karmo ke path par jaye, man me rahe balaye
dush karmo ki baat na sochche, hum na kare burayi
sath karmo ke path par jaye, mann mein rahe balaye
dush karmo ki baat na sochche, hum na kare burayi
rag rag mein ho teri bhakti
rag rag mein ho teri bhakti, de de hum ko itni shakti
data sach kehne se dil kabhi na darre
hum tere aasre oh hum tere aasre
om jai jagadish hare swaami jai jagadish hare
bhakt jano ke sankat daas jano ke sankat
pal mein door kare om jai jagadish hare
samay koyi bhi aaye jaaye koyi bhi mausam ho
saara jeevan antar mann se prem ka bhi na kam ho
ek duje ka bal ban jaye
ek duje ka bal ban jaye, waqt pade to pran lutaye
sukh dukh saath hai sehna hum rahe na pare
hum tere aasre oh hum tere aasre
om jai jagadish hare swaami jai jagadish hare
bhakt jano ke sankat daas jano ke sankat
pal mein door kare om jai jagadish hare