Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
O Zalim Bedardi Balam
|
Mubarak Begum | Hansraj Behl | ||||
Phoolon Ke Haar (1951) | Kaif Irfani | ||||||
o zalim bedardi baalam
dil me dard tumhare hain
tum jo hamse bichhad gaye
ham dhundh dhundh ke haare ahin
dard-e-dil ke mare hain
dard-e-dil ke mare hain
o o
jisaka naam zamana hian
kaam uska thukurana hain
jisaka naam zamana hian
kaam uska thukurana hain
ye badnaam jawani hain
aur ye mera afsana hain
hanste hain meri haalat pe
jitane chand sitare hain
tum jo hamse bichhad gaye
ham dhundh dhundh ke haare ahin
dard-e-dil ke mare hain
dard-e-dil ke mare hain
o o
ashq bhari hain aankhe meri
dard bhara sina hain mera
ashq bhari hain aankhe meri
dard bhara sina hain mera
yu to main jeeti hu lekin
ye bhi koi jaane hain mera
khushiyo se anjaan zamane
gam ke sath gujare hain
tum jo hamse bichhad gaye
ham dhundh dhundh ke haare ahin
dard-e-dil ke mare hain
dard-e-dil ke mare hain
o o