Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
O Zaalima
|
Harshdeep Kaur, Arijit Singh | JAM8 | ||||
Raees (2017) | Amitabh Bhattacharya | ||||||
jo teri khatir tadpe pehle se hi
kya use tadpana o zaalima o zaalima
jo tere ishq mein behka pehle se hi
kya usey behkana o zaalima o zaalima
jo teri khatir tadpe pehle se hi
kya usey tadpana o zaalima o zaalima
jo tere ishq mein behka pehle se hi
kya usey behkana o zaalima o zaalima
aankhen marhaba baatein marhaba
main sau martaba deewana huaa
mera na raha jab se dil mera
tere husn ka nishana hua
jiski har dhadkan tu ho aise
dil ko kya dhadkana o zaalima o zalima
jo teri khatir tadpe pehle se hi
kya usey tadpana o zaalima o zaalima
saanson mein teri nazdeeqiyon ka
itrr tu ghol de ghol de
main hi kyun ishq zaahir karun
tu bhi kabhi bol de bol de
saanson mein teri nazdeeqiyon ka
itrr tu ghol de ghol de
main hi kyun ishq zaahir karun
tu bhi kabhi bol de bol de
leke jaan hi jaayega meri
qaatil har tera bahana hua
tujhse hi shuru tujhpe hi khatam
mere pyaar ka fasana hua
tu shamma hai toh yaad rakhna
main bhi hoon parwaana o zaalima o zaalima
jo teri khatir tadpe pehle se hi
kya usey tadpana o zaalima o zaalima
didaar tera milne ke baad hi
chhute meri angdaai
tu hi bata de kyun zaalima main kehlayi
kyun iss tarah se duniya jahan mein
karta hai meri ruswaai
tera qusoor aur zaalima main kehlayi
didaar tera milne ke baad hi
chhute meri angdaai
tu hi bata de kyun zaalima main kehlayi
tu hi bata de kyun zaalima main kehlayi