The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
O Shama Tera Parwana
0
Anuradha Paudwal, Shabbir Kumar Laxmikant Pyarelal
Rishta Ho To Aisa (1992) Majrooh Sultanpuri
Lyrics of O Shama Tera Parwana

ho shama tera parwana aaya hai lagi ko bujhane ke liye

ta ra rm pm pm ta ra rm pm pm ho gaye hm
chad diye humne tere sargam

shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye
shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye
ho shama tera parwana aaya hai lagi ko bujhane ke liye
shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye

dono taraf jab dil me hai dono taraf jab dil me hai
aag barabar lagi hui aag barabar lagi hui

phir koi hasrat rahe na seene ke ander dabi hui
koi shikwa shikayat koi shikwa shikayat
rahe na labo pe sunane ke liye
shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye

janeman janeman janeman janeman tujh pe sajhde ye tan man
in kadmo se lipti rahegi yuhi mere dil ki dhadkan
aaj aise mile hai hum dono aaj aise mile hai hum dono
ban jaye mishaal jamane ke liye