Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
O Roop Ki Raani Dekh Phul Vo Kali
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Sonik Omi | Jeetendra | |||
Sazaa (1972) | Verma Malik | ||||||
o roop ki rani dekh phul vo kali se lipta jaye
o roop ki rani dekh phul vo kali se lipta jaye
o roop ki rani dekh phul vo kali se lipta jaye
itna to samjha de mujhko iska matlab kya hai
arey itna to samjha de mujhko iska matlab kya hai
phul ki niyat bholi bhali kali samjh na paye
phul ki niyat bholi bhali kali samjh na paye
tune mera hath pakda iska matlab kya hai
arey tune mera hath pakda iska matlab kya hai
mere hote hue gore gaalo pe kyu ye kali julf lahraye
mere hote hue gore gaalo pe kyu ye kali julf lahraye
jin baho pe hak mera vaha chunari lipatti jaye
e gaal bhi mere baal bhi mere tu kyu jal jal jaye
ang ang pe meri chhunariya lipte ya lahraye
arey tu julfo se lipat raha iska matlab kya hai
arey tu julfo se lipat raha iska matlab kya hai
kabhi dale tu hath kamar me kabhi chhudi meri chhankaye
kabhi dale tu hath kamar me kabhi chhudi meri chhankaye
mere gore badan se tu apni kaahe sanso ko tu takraye
teri nazar ka tir chale to dil se nikale haye
or sanso ki garmi se kyu bijali si lehraye
itna to samjha de mujhko iska matlab kya hai
arey itna to samjha de mujhko iska matlab kya hai
teri palko me hai kon rehta tere sapne hai kisne churaye
teri palko me hai kon rehta tere sapne hai kisne churaye
bol de naam le ke tu uska gori keh de tu kyu sharmaye
haye naam batane se pehle mai sharam se ho gayi pani
apne muh se kaise keh du tu hai mera jani
hum tum dono samjh gaye hai iska matlab kya hai
iska matlab kya hai