Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
O Moorakh Insan Apne Ko Pehchan
|
Mohammed Rafi | Mohammed Shafi | ||||
Annadata (1952) | Anjum Jaipuri | Sad Songs | |||||
o murkh insaan apne ko pehchan
o murkh insaan apne ko pehchan
o murkh insaan apne ko pehchan
man me tere basa hua hai kahe jise bhagwan
o murkh insaan apne ko pehchan
baap ki chati badhti jaye
mamta ke aansu bhar aaye
khel chal aangan me do din
khel chal aangan me do din
pal bhar ka mehman
o murkh insaan apne ko pehchan
pagle teri ajab kahani agni ret hawa aur pani
jivan tera ek khilona jivan tera ek khilona
soche kya nadaan o murkh insaan apne ko pehchan
dar dar bhatke gam ke maare
nahi hai koi sath sahaare le kar jane kaha pe jaye
le kar jane kaha pe jaye duniya ka tufan
o murkh insaan apne ko pehchan