Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
O Mere Pyaare Bail Chala Chal Jor Se
|
Kishore Kumar | Ram Laxman | Dada Kondke | |||
Aage Ki Soch (1988) | Bal Kishan Puri | Masti Bhare Geet | |||||
o mere pyare bail chala chal jor se
o mere pyare bail chala chal jor se
mat kar beta shor chala chal jor se
hum dono ka bandha hai bandhan ha
ham dono ka bandha hai bandhan prit pyar ki dor se
o mere pyare bail chala chal jor se
mat kar bitwa shor chala chal jor se
udhar bhi parvat idhar bhi parvat
bich me nadiya nale bail ji, bich me nadiya nale
in jhrno ki tal pe mitwa koi ragni gale bail ji
koi ragni gale
dur khet me dekh morni haye dur khet me dekh morni
ishak kare hai mor se
o mere pyare bail chala chal jor se
mat kar bitwa shor chala chal jor se
dekhle suraj sar pe aaya baj gaye pure barah
bail ji baj gaye pure barah
are main khaunga chana bhatura tum kha lena chara
bail ji tum kha lena chara
khane ki khushboo aayi hai
khane ki khushboo aayi hai us dhabe ki aur se
o mere pyare bail chala chal jor se
mat kar beta shor chala chal jor se
shahar me jakar tum chup rahna dekh ke dhandhe kaale
bail ji dekh ke dhandhe kaale
tan ke ujle log waha par lekin man ke kale
bail ji lekin man ke kale
nili chhatri wala dekho haye
nili chatri wala dekho dekh raha hai jor se
o mere pyare bail chala chal jor se
mat kar bitwa shor chala chal jor se
o mere pyare bail chala chal jor se
mat kar bitwa shor chala chal jor se